1) Agar meri saf me bht saare bacche khade ha to kya meri namaz jamat k sath jaiz hai.
2) Aur jaise mai dua maangte waqt aankhe band krleta hoon to kya ye b jaiz hai?
3) Aur janab kabhi aisa hota h k mai rakaat dhyan m nhi rakh paata hoon kam zyada ho jaati ha to uska koe tarika

1) Agar saf me bache hon tu koi bat nahi magar yeh khayal rahe jamat ka connection aaoko aage se ya right ya left kisi ek jagah se zaroor mile warna jamat nahi hogi
2) Namaz ke beech aankh band karna makrooh hai yane sawab kum milega magar namaz batil nahi hogi
3) Rakat ka khayal rakhna zaroori hai aur usi ke mutabiq namaz hogi warna namaz sahi nahi Hogi