1) Agar namaaz mei sajde ke baad tashahud mei attahiyat se pehle bhool se aakhir mei padhne waali dua padhna shuru krdia ho or chand lafzo ke baad dhyaan aaya ho or fauran dua ko chor kar atta hiyat padh li ho toh kya naamaz ho jayegi ya namaaz doharni hogi?
2) Eisi halat mei sajda sahw ki zaroorat toh nhi ?