1) Bina biwi ki ijazat talab kiye mutah karna jaez he Islam me?

2) Biwi k samne mutah ki muddat maaf kr dene k baad bhi us aurat se rishta rakhna jaez he? Biwi yahi samjhti he ki mutah ki muddat maaf ho gai rishta khatam lekin shauhar usko dhoke me rakh kr fir se usi aurat k sath mutah kr le to kya ye Islam me shariyat me jaez he halal he?

1) Biwi hotey huwe muta ki koi soorat banti nahi hai aslan

2) Dhokey ke saath koi bhi kaam jaiz nahi hai