1) Birthday cakes jo hum log online book krte hain wo mostly hindu company se bnaye jate hain to wo cake khana jaayaz hai?? 2) Or kya hum log ghr ki zameen hindu didi se saaf krwa skte hain? August 18, 2021 by Hasan mahdi 1) Agr yaqeen na ho ke hindu ka hath darect usme laga hai ya nahin to kha sakte hain 2) Jhadu dilwa sakte hain pocha lagayenge to ghr nahis ho jayega Sayed Payam Haider Rizvi foodUrdu