1) Fiqhi hukam ke lihaj se uski koi zimmedari nahi hai. Akhlaki lehaj se apne ma bap ki tarah khiyal rakhna chahiye
2) Baz riwayat me is bat kazikr hai
3) Imama a.s. bhut si bibiya thi jin mai se ek Fatema, Imam Hasan a.s Beti thi jo Imam Baqir a.s. valida hai
4) Insanki muskilat ki mukhatalif asbab hote hai, masalan kabi chhe bolne ki vaje se muskil mai pad jata hai, kabi kuchh bure irade ki vajeh se muskil mai pad jata hai,
kabi kisi bad dua se muskil mai pad jata hai
Kisi ke hawiqi halat sirf Allah janta hai. Mumkin hai hamko jo insan achha lagata hai lekin us mai kuchh aaisi burai ho jiski wajah se voh muskilat mai ho!