1) Hadees e kisa ka qissa bayan kiya gaya hai. Kya maksad tha us qisse ke bayan krne ka?
2) Yemini chadar ki kya importance thi?
3) 5 ek sath chadar me kyu aaye the kya maksad tha?

Hadees kisa mai Aayat Tathir ke zariye se Aehlebait ke pako pakiza hone ka Elan important hai is liye is hadees ko important daite hai

Ye koi kahani nahi hai, ek historical fact hai jis ka aaj tak kisi ne inkar nahi kiya. Ha riwayat mukhtalif tarike se naqal hu hai jis me mashur riwayat ka woh aakhri hisse bare mai ikhtelaf hai ki woh sahih hai ya nahi jis mai is hadees ko pad ne fayde bayan kiye hai