1) Hum khuda k bare me soch rahe ho tab imagination me kuch aaye, wo mane nai lekin bachpan se aise sochne ki aadat ho to kya ye imagination gunah he?

2) Muje ek student ne aisa bataya imagine me sirf ALLAH word ko rakhye to problem nahi he
aur dusra sab nikal de
to ye sahi he?

1) Ye imagination agr che gunah nahi hai lekin isko khatm karne ki koshihs kijye. Apne mind ko sirf Noor ki taraf motawjjeh kijye aue usme ghor kijye taki dhere dhere wo noor ki image bhi khatam ho jae

2) Starting ke liye sahi hai