1) Jab hum namaz padhte hai aur jab hum haya al salah bolte hai toh ears par haath rakhna chahiye yaha nahi? 2) Aur ladkiyon ko bhi qadqamatis salah bolna hai mein? May 24, 2021 by Hasan mahdi 1) Lazim nahi hai. Agar rakhna hai to rakh sakte hai 2) Ji bolna hai Mu'alimah Munira Kiramati englishnamaz