1) Jis jagah mai namaz padhta hu woh jagah yani mera bed bich me fula hua hai matlab aadha inch karib utha hua hai toh ky usme namaz ho skti hai. 2) Jis room me toilet ho waha namaz jayez hai ya nhi? August 3, 2020 by Hasan mahdi 1) Ji namaz k sahi hone k liye kuch shayet hy uoom se ek yeh hay k jaha khade hy aur sajde ki jagah me 4 uongal se zyada uoonch nich nahi hona chahiye. 2) Toilet to ek taraf hogi. Room me jagah paak hy to namaz ho sakti hy Sheikh Rizwanali Palsania namazUrdu