1. Kya ghusl krne ke baad fauran namaz padh skte hn ya fir baal sukhne ka intezaar krna padega. Or kya har kism ke ghusl se namaz ho skti h jese ghusl e janabat, ghusl e jumma or b bht sare?
2. Mere baal thde lambe or ghane hn toh wazu krne ke baad mai sir pr masa krte waqt 2-3 martaba ungliya baalon me fer leta hu taki yaqeen hojaye ki pani baalon ki jadh tak gaya h kya ye sahi h?