1. Kya Hajj me Ehram ki haalat me ya Hajj khatam hone se pehle agar sir ke baal apne aap gire to kaffara hai?

2.Aur lambe balo ko sir ka masah karne k liye wuzu se pehle agar hatho se thoda set karte waqt baal tut kar girne par kaffara hai?

3.Hajj ke pehle ki taiyari ke baare me suna hai k pehli Zilkad ke baad sir k aur daadhi k baal badha na waajib hai, unhe kaat nahi sakte, to aaj 22 Zilkad ho gayee hai aur mujhe baal girne ka problem hai to is surat me kya mai ab thode baal katwa ke thode chote karva sakta hu? Lambe baalo me jhad ne ka darr hai.

1- Nahi
2- Yes. Kaffara hai .
3- Wajib nahi mustahab hai .
Bal katawa kar chota karwa lein.