1. Kya roza paani se khola ja sakta hai?2. Agar namaz me niyat kya kiye the bhul gaye lekin dil me niyat hai toh kya namaz jayez hai? August 12, 2020 by Hasan mahdi 1. Ji Roza kisi bhi Halal khane ki chez se khola ja sakta hai. 2. Ji Dil me niyat kafi hai, yani agr tawjjoh kare to bta sakta hai kon si namaz par raha hai, itna kafi hai. Maulana Ali Abbas Khan FastingUrdu