1) Mera sawal ye tha k namaze shab me jo 40 momino ke nam lekr unki magfirat ki duwa krni hoty he, ham zinda logo ka nam b le sakte he ya murda hi ho?
2) Baz kitab me namaze shab ke bad kafi long duwaye hoty h padne k lye baz me koi duwa nahi hoty.
Matlab zaruri h duwaye padna ya namaz pad kr duwa krna hi kafi h?

1)Zinda Aur murda dono ka le sakte hain
2) Zaroori nahi sab Dua parhna