1) Baaz riwayatoun mai hai kai yai eeman ki alamat hai apni maraifaat kou bhi barahain aur kasrat sai
لا اله الا الله kou parhain
2) Nehjul balagah ka mutala karain aur sahih ulma kai dars sunain
3) Qataan kufr aur nifaq nahi hai baifiqar rahain riwayatoun mai hai kai isi khouf sai shaks nai imam alaihis salam sai sawal kia imam nai kaha yai eeman ki alamat hai