1) Mjhe ye puchna tha ke mne ek hajat ki namaz dekhi thi usme tha k baad namaz 500 martabah sureh fatir ki ayat no.10 ki tilawat karni thi. To kya hum asa kar sakte hain k us ayat ki tilwat e tasbi ruk ruk kr pdhlen jaise ke 200 bar fajr ki namaz me padhli 100 zuhr ki namaz me ase karke 500 bar pure din me padhlen ya agli fajar ki namaz tak qk mere choti bachi hai ek sath padhna mere liye mumki nahi

2) Koi ase asan si dua ya amal bata den jisse wo daulat hasil ho jisse barkat ho qk hmare pas paise rukta nahi ate hi kharch hojata hai. Or izzat mile duniya wa akherat me uske liye koi dua ya wazifa bata den asan sa.

1) kar sakte hai
2) Allahumma Aghneni be halalek An harameka. Is zikar ko ziyada se ziyada pade