1 month pehly mujhy apny wazu me shak hota tha k mera wazu sahi nh hua to me bar bar krti thi. Ase namz me b shak hota tha. Ab wazu bar bar krny ki adat hogai hai. Ek wazu kr k me mutamain nhi hoti. Ab ramzan agya hai ab bhi meri yehi adat hai ek wazu krun to dil nh manta k wazu hua hai ya nh. Bataein me kya krun is waja sy meri sari ibadat disturb hogai hain. Ab ramzan hai to ziyda shak hota hai k wazu nh hua to namaz nh hogi. Please bataein kuch kya krun me

Iska sabse simple aur easy tariqa eh hai ke:
Aap apne aap se sawal kijia.
1- Kia Shariat e Islam ki banane wala Allah hai ya main hoon. Ab agar Allah to usne jaisa hukm diya hai aap anjam de rahi hain.
Ab jo iske alawa shak aa raha hai eh sirf aur sirf aur sirf Shaitan ka bahkawa hai jo aapko Allah ki ebadaton se mahroom rkhna chahta hai.
2- Agar Islam ki shariat main aapka bhi koi dakhal hai to ab agar aapka DIL nahin manta to aap us kam anjam deti rahen kionke aapke DiL ki baat hai Allah ka ismain to koi role hai nahin lehaza agar aap apne Dil ki baat sunti hai to 100 baar Wudhu kijia magar itna jaan lijia eh aapka Wudhu aapke Dil ke Liye hoga na ke Allah ke liye.
Isse ziyada main aur kuch nahin kahoonga
Jis bhi Sharyee ebadat ya Amal main aapko lage mera Dil nahin manta jab ke shariat ke jaisa kaha aapne anjam diya agar aapko lagta hai ke aapne anjam nahin diya ya de rahi hai to samajh jayen eh Shaita ka waswasa hai aur kuch nahi.

1 month pehly mujhy apny wazu me shak hota tha k mera wazu sahi nh hua to me bar bar krti thi. Ase namz me b shak hota tha ab wazu bar bar krny ki adat hogai hai. Ek wazu kr k me mutamain nhi hoti. Ab ramzan agya hai ab bhi meri yehi adat hai ek wazu krun to dil nh manta k wazu hua hai ya nh. Bataein me kya krun. Is waja sy meri sari ibadat disturb hogai hain. Ab ramzan hai to ziyda shak hota hai k wazu nh hua to namaz nh hogi. Please bataein kuch kya krun me.

Apna shak ignore karein aur ek wuzu ko kaafi samjhe.