1) Namaz e shab k liye kafi time se jagy hoty hn to kia fajar prh kr sona jaiz hai?2) Namaz subh aur quran pak ki tilawat kr k to so skty hn ya sona gunah h? April 11, 2022 by Hasan mahdi 1) Aadat bana lena thik nahi hai lekin jarurat ho to namaz e subh or takibat pad ke sona chahiye 2) Gunah nahi hai lekin is ko aadat na banayekyunke jo barkat us time jagne mai hai us se Aap mehrum rahe jayege Sheikh Murtuza Bharmal AkhlaqUrdu