1) Nikah e mutah me agar hath nahi lagaya hai zauja ko toh iddah nahi hota hai ya fir bhi hota hai?
2) Aur dusri baat yeh hai ke nikah e mutah ki muddat khatm hone ke baad jo iddah hai woh kya uss ladki k liye bhi hota hain jo baanjj hai (kabhi maa nahi ban sakti) ya uske liye nahi hota hai
3) Humne Ayatullah Seestani sahab ki tauzi me padha tha ke sexual intercourse (hum bistri) ki toh hu iddat hai. Toh agar foreplay hota hai toh bhi iddat hogi?