1- Parents ladki ki shaadi k liye paisa ya saaman jama karte hai to uspar khums hai?

2- agar nahi hai to ye sawal hai k hum hamari behen k liye jama kar rahe hai kyu k waledain se possible nahi hai. To kya hame uspar khums nikalna hai?

1 – Nahi
2- Nahi