1. Rasule khuda saw ko kitne din baad dafn kiya gaya.
2. kya wo log jinhe ek se do hafte baad khabar huwi kya un logo ne janaze tak pohochne ki koshish na ki.
3. Aur historians se hame 28 safar ki tareekh kyu nahi milti hai..at least un sahabiyo se jo haq ke saath to na the par Shehre Madine mein maujood the. unhone sahi taarikh kyu nahi likha.
4. Namaze janaze mein bhi kaafi shirkat hogi ummat ki. Ye taarikh kaunsee thi. iske baare mein kya kuch milta hai?
shukriya. khuda hafiz

1. Ussi din
2. Nahi
3. Kyunke history likhne wale Sab ghasibo ki taraf they aur hain
4. Namaz e Janaza mein kul 7 log they ghar walon ke alawa. Baqi Saqifa mein busy they ya Phir Khabar chupayi gayi unse. Kuch Ahlesunnat Ulama Yeh bhi likhte hain ke masala khilafat dafn e Rasool se ziyada aham tha.