1.Parso Tawaf me piche wale haaji ke pairo ke naakhun se halka sa zakhm ho gaya, tawaf ke baad pata chala ke usme thoda sa khun tha ek Dirham se bilkul kam, to paak kiye bina namaaz e tawaaf padh li to namaaz ki kabuliyat me kya hukm hai?
2. Agar sirf namaz e tawaaf firse padhni hogi to kya ehram baandhna hai ya direct padh sakte hai?
3. Safa marwa bhi firse karne ki zarurat hai kya? Aaj aakhri raat hai uske baad ham kal Arafat ke liye nikal jayege to ye bahot urgent hai please

No problem. Namaz sahi hai .