Abhi mai auto rickshaw se travel kar raha tha aur bike wale ne kichad uda diya. Kya mai is kapde me Namaz pad sakta hu. Mai office jaa raha hu jaha kapde badalne ki gunjaish nahi hai. Us waqt baarish nahi ho rahi thi. October 12, 2019 by Hasan mahdi Jo aap ko yakin ho ke kichad najis hay to taharat kar ke namaz padh sakte hy. Sheikh Rizwanali Palsania namaz