Agar 4 rakaat nawafil e maghrib jo ki 2-2 rakat karke padhna hota h usi me 2 rakat namaz e ghufaila padh liya aur baki 2 fajr ki tarha ada kar di to?

Jee 2-2 rakat ki parhna hai aur first two rakat mai ghufaila kai saath merge karain