Agar hum Imam ki zamanat mein de k hath mein dhaga bane toh koi problem hai ??

Shariat ke according har woh kam jo shariat ke naam kiya jaye agar usse woh kaam na Sunnat e Rasool hai na Sunnat Aimmah magar usse Din ki shakl main koi tabdeeli nahi aati to use anjam dene main koi mushkil nahin hai.