Agar hum roze se ho aur haiz ajae toh hamara roza continue kar sakte hai?Kya hamara usdin roza likha likha jaega ya kaza rakhna padega?Aisa koi fatwa hai k agar haiz subha k 10-11 ka baad aye toh roz continue karna chahiye? July 3, 2020 by Hasan mahdi Agar roza iftar main 5 minutes bhi bache hon aur hayz aa jaye to us ka roza baad main qaza karna parhega. Aur aisa koi fatwa nahin hai ke 10-11 am ke baad is din ka roza shumar kiya jayega. Sayed Ali Zafar Zaidi FastingUrdu