Agar jamat namaz me pesh imam ka wuzu tut jaa e to us time kya hoga??

Agr Imam ka wozu buch namaz me batil ho jae to 2 raste hain, ya imam kisi aur ko imam bana dega aur wo jamat puri kraega ya sab apni namaz furada puri karenge.