Agar kapde ya jism ka koi hissa najis ho aur jiska ilm hone ke bawajood namaz padhte waqt bhool jaye aur namaz padhne ke baad yaad aye to kya namaz sahi hai ya phir se ada karni hogi?

Phir se padhna hoga