Agar kisi ki jaan khatre me hai (chahe janwar ho ya insaan) toh kya hum apni namaz tod skte hain uski madad ke liye?

Agr insan ya ayse janwar ki jan khatre me hai jiski zaroorat hai, to namaz tori ja sakti hai nahi to nahi