Agar kisi ki taqleed ki tou unkay tamam fatwon p amal kerna zaruri hai? Masalan kuch ulema namaz main shahdat e salsa k qail nahi hain to kya unki taqleed ker k bhi parhi ja skti hai? March 6, 2020 by Hasan mahdi Jee zaroori hai. Agar parheinge tou phir uski zimmedari apne aap par ayegi. Sayed Zafar Abbas taqleed