Agar kisi ladki par roza wajib ho gaya ho maslan vo 9 sal ki hui hay aur uskay ma baap usay roza rakhnay say mana kar rahay h k bachi ho abhi to aysmay kya kiya jay kya bachi bina batay roza rakh sakthi hay kuki vajib hay aur ma baap ki atat bhi vajib hay to kon say fail anjam diya jay

Haram kam me Maa Bap ki itaat wajib nahi hai,
Roza Allah k hukm hai uske aage kisi k hukm nahi chalta, agr Waldain mna kar rahe hain hain to to beja mna kar rahe hain, larki par Roza wajib hai lehaza usko rakhna hai

agar kisi ladki par roza wajib ho gaya ho maslan vo 9 sal ki hui hay aur uskay ma baap usay roza rakhnay say mana kar rahay h k bachi ho abhi to aysmay kya kiya jay kya bachi bina batay roza rakh sakthi hay kuki vajib hay aur ma baap ki atat bhi vajib hay to kon say fail anjam diya jay

jaha allah ki mukhalefat ho rahi hai waha maa baap ki baat sunna wajib nahi hai