Agar koi aurat(women) matam karay, noha padhe, to kya uski awaaz sunna gunha hai masalan tv par , imam bargah mai , wagairah. aur kya unka chehra dekhna haraam hai agar hijaab mai b ho

Aurton ki awaz sunna ya chehra dekhna normaly halat me agr haram me parne ka khatra na ho to jaez hai.