agar koi aurat(women) matam karay, noha padhe, to kya uski awaaz sunna gunha hai. masalan tv par , imam bargah mai , wagairah. aur kya unka chehra dekhna haraam hai agar hijaab mai ho…… July 20, 2018 by Hasan mahdi ji nahi gunah nahi hai, bas halaat ka lehaz kare, mardon ke majme me na ho waghaira Sayed Zameer Haider Azadari