Agar koi pesh namaz jumma ki namaz padhata he jiske shararet nai hote, jaise 1 farsakh ka distance nai hota dusri jumma masjid se.Aisi halat me us pesh namaz ki adalat baki rahegi jo janbujh kar khilaf e shara kaam karta he ? October 12, 2019 by Hasan mahdi Aadil uose kehte hay ke jo jaan bujh kar haram kaam na kare. Sheikh Rizwanali Palsania namaz