Agr jism ke kisi husse par plastar hai to Gusle Jabira kiya jaega.
Example: agr right hand par plaster hai to jab sar aur gardan ko dho chuke to right side ko dhoe aur jahan plaster hai agr wo pak hai to us par geele hath pher le aur agr najis hai to uspar kapra dal kar kapre par geela hath pher le, phir left side ko dho le, is tarah gusl sahi hai.
Agar koi shakhs ko gusl vajib hua a lekin us ke hath me zakhm(plastar) he to us k liye kya masael he ??
Uska ghusl ghusl e jabeera kahlayega
Niyat ghusl e Jabira ki Karega Aur usi tarah ghusl karega patti Wali jagah ko masah karega baqi sab jagah pani pahonchayega