Agar koi shaks ne apni maa ki qasam khai ho ki wo kaam dobara na kare ga, lekin wo kaam karna uski majboori ho to kya hukm hai kya kaffaraha?

Maa ki qasam ka koi kaffara nahi hai.
Maa ki Respect baqi rakhne ki koshish karien.