Agar mai ghar se subha ki namaz padh ke nikalta hun aur jab mai dusri country pahocha tab bhi subha ka waqt tha to kya mujhe phir se subha ki namaz wajib ki niyat se padhna skte h ya nhi?

Aap apni namaz padh chuke hain
Ek din me ek hi bar woh namaz wajib hai aur woh wajib ada ho chuka hai