Agar mera sar ya jisam najis ho aur badan per ain e najasat moujood na ho, to nahatay waqt jo najis jisam se lag kar pani gir raha hota hai, kia wo najis shumar hoga. Aur nahanay ke baad, un sab jaga ko bhi paak karna hoga jahan jahan wi pani gira hai? Sawal qaleel pani se dhote waqt ke liye hai.

Aisi Surat me ain e najasat zayel karne ke bad najis hisse ko Pak kar lein, phir baqiya hisso ko dhulein