Agar nal ka paani balti me bharana chalu hai phir bhi?? Hamari wife ko unke madrase me sikhaya gaya tha k agar nal chalu hai to ye mana jayega ke balti ka connection Chat ki kur tank se hai to us kalil balti me najasat girne ke bavjud balti ke paani ko taharat ke liye istemal kar sakte hai chahe balti kalil hi kyu na ho.