Agar zibah karte waqt chicken ka sar badan se alag ho jaaye to kea us chicken ka gosht khana jayez hai ya haraam? Jaan bujhkar agar aisa kia jay tab v gosht halal hai khana?

Gost khana jayez hai.
Jante huai ye kam haram hai lekin gost halal hai. Galti se sar juda ho jai to koi haraj nahi hai