Agha mera sawal ye hai ki western toilet hai agar kahi jaha hum job kar rhe office me aur ghar me bhi, to is toilet ke ke liye kya hukm hai ? Kya jitni martaba peshab ya pakahana karenge, utni martaba nahana padega, bina nahahye paak mana jayega ya nahi ? Bahot zada dushwari pesh aa rahi hai is masle me. Wazahat ke sath jawab diye ki hum kya kare, aur kya na kare ?
Western toilet me jane ke baad nahane ki zarurat nahi hy. Agar aap ko chhinte uoodi ho ya aap ko lage k najasat lagi hy to bs jaha najasat lagi hay uootna paak karna kaafi hy.