Agr rat ko gusl vajib hua aur ye soch kr le subha sahari se pehle kr lunga so gaye aur subh aakh der se khulli ke direct namaz e subh kaza hone ko aayi thi.
Fir socha ke ab to kese roza hoga to nahi rakhunga aesi niyat ki fir yaad aya k agr shyd roza batil na hua ho? kya man me niyat krli roza na rakhne ki fir roza rakhe to sahi hai?