Agr wo na hi haram mai padhe aur unko bharosa b hai ki wo haram mai ni padhe gai, us surat mai kya hukm hai?

Haraam mai parhnai ka matlab yai bhi hai kai shaiwaat paida hou. Behrhaal agar kisi qisam ka haram mai nahi parta ya khouf aur dar bhi nahi tou jaiz hai agar chai mushkil hai