Agr ye sab karne ke bad bhi woh baz nahi ate tu kia karen?

Tu aisi guftugu ka hissa na bane magar unki khidmat zaroor kare. Aur aisi koi bat na kahe ke jis se unka dil dukhe. Magar gunah se bachna wajib hai .