Ji agar nisab 70 grams tak pahonch jata hai to Zakat dena parega.
Gold per zakat ke 2 nisab hain pahle eh ke agar gold 20 mithqal sharyee yaani 69 grams tak pahonch jaye To iska 1/40 zakat yaani 1.728 grams dena hoga
Aur Dosra eh ke agar nisab 24 mithqal ho jaye ya isee ziyada to ab Zakat 2.5% dena hoga magar agar 20-23 mithqal hota hai to wahi 1/40 hi zakat dena hogi.