Ager aap ka sawaal qaza namaz & roze ke muttalik hai to sir bade bete par wajib hai.
Lekin age farmabarari ke muttalik hai to dino par wajib hai & ager kharch wagera ke muttalik hai to tab bhi ager isteta'at (yani is ke pas kharcha dene ki taqat ho) to dono ke liye ek hi hukam hai