Allah ne Quran me kaha hai ki zarre zarre ka hisab hoga aur ek hadith bhi suni hai ki ahlulbayt mehshar ke din baqshish karva denge par barzakh ka safar khud ko hi tai karna padega apne aamal se.
Aur hamare actually mere aamal to agar ek card baat denge to bohot bure bure honge zarre zarre ham itna acha kese bane

To barzakh ke azab se bachne ke liye kya kare?

kya Imam barzakh me nahi sath denge? wo to sakhiyo sakhi haina?

Imam inshallah barzakh main bhee saath daingay.
Laikin barzakh kay azaab say bachchay kay leyey haram or wajib ka khayal rakhkhain. Ksee per zulm nakarain. Ghar walo per zulm nakarain or gheebat nakarain