Apne andar tawakkul aur sabr ki kami aur nashukri ka ehsas hai lekin isko khatm nahi kar pa rahe hain . Na shukri aur beyaqeeni ki bina pe soo e zan ki beemari me bhi mubtela ho gaye hain ke kuch acha nahi hoga. Apne aspas achai ko dekhne ki salahiyat hi khatm ho gayi hai jaise.
Baar baar koshish karte hain aur wapas wahin aa jate hain. Iski wajah se dil bhi sakht ho gaya hai.