As salam alaikum. kya koi shakhs jis par namaz-e-kasr wajib ho, jamaat ko panchgana wajib namaz padha sakta hai? January 24, 2017 by Admin ji,lekin agar koee aisa mojood hai ki poori namaz padha hai or jamat padhane ki salahiyat rakhta hai tou poori namaz wale ko padhani chahiye Sayed Nafees Taqvi namazSalah