Assalam Alikum mujhe is sawal ka jawab chaiye ki jawab jab shadi ki baad wife ka surname same rahta hai jaise Wo shadi say phele shaikh hai shadi ki baad uske surname change hoga Agar husband sayed hai plz jawab zaroor de khuda hafiz
surname change hogha Magar agar wo Shaikh hay tou shaadi k baad wo Sayed nahi hoghi shariyat k hisaab se Magar haa documentation mein Sayed surname ho jaaegaa