Bachoon per ghussa karnein say kaisay rokoon apnein aapko jub keh mera aksar nervous breakdown ho jata hay aur kafi nafaiyati aur jismani bemariyoon mein mubtla hoon. Bachy 8 aur 10 saal keh hein. Bara bacha aksar baat sunnein mein mazhimat karta hay

Namaz pabandi or tawajuh say perhain sath main rozana 1000 salwat tawajuh Kay saath perhain